Song: Tip tip tip tip baarish Movie: Afsana Pyar Ka Music: Bappi Lahiri Co-Singer: Asha Bhosle Lyrics: Anjaan Music on: Weston
Amit: (Main tera hoon tu meri hai) \-2
Tip Tip Tip Tip baarish shuroo ho gayee
(maane ya na maane meri tu ho gayee) \-2
(main tera hoon tu meri hai) \-2
Tip Tip Tip Tip baarish shuroo ho gayee
maane ya na maane meri tu ho gayee
Teri na na na na ka matlab hai haan
maine pad li teri nazron ki zubaan
tera chehra kah gaya dil ki daastan
tere dil mein main hi main hoon jaane jaan
tu bole haan chaahe na
(main tera hoon tu meri hai) \-2
Tip Tip Tip Tip baarish shuroo ho gayee
maane ya na maane meri tu ho gayee
Maine maana tujhko apni zindgi
meri saanson mein hai tu hi tu basi
tune jaisa samjha vaisa main nahin
aate aate aayega tujhko yakin
tu jo kahe de doon jaan
(main tera hoon tu meri hai) \-2
Tip Tip Tip Tip baarish shuroo ho gayee
maane ya na maane meri tu ho gayee
Asha: (Tip Tip Tip Tip baarish kahan kho gayee
maana maine maana main teri ho gayee) \-2
maana maine maana main teri ho gayee
(main teri hoon tu mera hai) \-2
Tip Tip Tip Tip baarish kahan kho gayee
maana maine maana main teri ho gayee
Tera ye deevanapan dil chhoo gaya
badle hum tum aaya mausam pyar ka Amit: Hum naache dil naache naache ye zamin
lagti hai ab duniya jannat se hasin
haan phir zara kah de haan Asha: Haan re haan main teri teri ho gayee Amit: Kya se kya meri zindagi ho gayee Asha: Maana maine maana main teri ho gayee
(main teri hoon Amit: Main tera hoon) \-2 Both: la la la la la la la la la la la
la la la la la la lala la la la la