BOLLYVISTA.COM
 
Lyrics

Directions

Song: Saamne hai tu tera khayal hai
Movie: Non-Film (Album: Oh Sweetheart)
Music: Amit Kumar
Co-Singer: Chorus
Lyrics: Shailey Shailendra
Music on: Music India

Chorus: oo oo oo oo oo oo oo
Amit: (Saamne hai tu teraa khayaal hai
hosh ka phir kyaa sawaal hai) \-2
(aye dil mere ab tu hi bataa ye pyaar bhi hai kaisaa nashaa) \-2
jo jaane na haaye unko kyaa pataa
Chorus: kaisaa kaisaa nashaa ye kaisaa kaisaa kaisaa nashaa
Amit: HaaN saamne hai tu teraa khayaal hai
hosh ka phir kyaa sawaal hai
aye dil mere ab tu hi bataa ye pyaar bhi hai kaisaa nashaa
jo jaane na haaye unko kyaa pataa
Chorus: kaisaa kaisaa nashaa ye kaisaa kaisaa kaisaa nashaa
Amit: oo saamne hai tu teraa khayaal hai

Amit: Jaane thi kaisi ghaDi jab unse nazren mili
pal bhar ki khushi ke liye ai ai ai ai mushkil mein jaan hai padi haaye padi
aye dil mere ab tu hi bataa ye pyaar bhi hai kaisaa nashaa
jo jaane naa haaye unko kyaa pataa
Chorus: kaisaa kaisaa nashaa ye kaisaa kaisaa kaisaa nashaa
Amit: HaaN saamne hai tu teraa khayaal hai
hosh ka phir kyaa sawaal hai
saamne hai tu teraa khayaal hai
Chorus: oo oo oo oo oo oo

Chorus: Ru ru tu tu ru tu tu tu ru

Amit: Ham hain aur apne rakeeb, lagta hai kitnaa ajeeb
utnaa hi door jaaye vo o o o o jaoon main jitnaa kareeb haaye kareeb
aye dil mere ab tu hi bataa ye pyaar bhi hai kaisaa nashaa
jo jaane na haaye unko kyaa pataa
Chorus: kaisaa kaisaa nashaa ye kaisaa kaisaa kaisaa nashaa
Amit: Oo saamne hai tu teraa khayaal hai
hosh ka phir kyaa sawaal hai
aye dil mere ab tu hi bataa ye pyaar bhi hai kaisaa nashaa
jo jaane na haaye unko kyaa pataa
Chorus: kaisaa kaisaa nashaa ye kaisaa kaisaa kaisaa nashaa
Amit: hmm hmm hey ho ho ho hey hey ha ha hmm hmm ruru ruru ruru ruru ru ha ha hey hey

Directions


[ Home ][ Songs List ][ Audio Clips ][ Video Clips ][ Lyrics ]
[ Join Fan Club | Who is a Fan? | Links | What's New? |

Copyright © 2003 Bollyvista.com. All Rights Reserved.
Click here to go back to the previous lyrics! Click here to go to the next lyrics!