Song: Naa bole tum naa maine kuchh kaha
Movie: Baaton Baaton Mein
Music: Rajesh Roshan
Co-Singer: Asha Bhosle
Lyrics: Yogesh
Music on: HMV
|
Amit: Na bole tum, na maine kuchh kaha, kaha
Asha: Magar na jaane aisa kyon laga, laga
Amit: Ki dhoop mein khila hai chand, din mein raat ho gayee
Asha: Ye pyar ki bina kahe sunhari baat ho gayee

Amit: Badal rahi hai zindagi, badal rahe hain hum
Chorus: aa aa aa aa aa aa aa
Asha: Thirak rahe hain jaane aaj kyon mere kadam
Amit: Mere kadam, mere kadam
Chorus: Kisi ko ho na ho magar hamen to hai pata
Amit: Na bole tum, na maine kuchh kaha, kaha
Asha: Magar na jaane aisa kyon laga, laga
Amit: Ki dhoop mein khila hai chand, din mein raat ho gayee
Asha: Ye pyar ki bina kahe sunhari baat ho gayee
Amit: Ghuli si aaj saanson mein kisi ki saans hai
Asha: Saans hai, saans hai
Ye kaun aaj dil ke mere aas paas hai
Chorus: aa aa aa aa aa aa aa
Asha: Ye dhiire dhiire ho raha hai pyar kaa nasha
Amit: Na bole tum, na maine kuchh kaha, kaha
Asha: Magar na jaane aisa kyon laga, laga
Amit: Ki dhoop mein khila hai chand, din mein raat ho gayee
Asha: Ye pyar ki bina kahe sunhari baat ho gayee
Amit: Ye lag raha hai saari uljhane sulajh gayee
Asha: Sulajh gayee, sulajh gayee
Ye dhadkanon ki baat dhadkanen samajh gayee
Chorus: aa aa aa aa aa aa aa
Asha: Na boliye ki bolne ko kuchh nahi raha